Khajur khane ke fayde | Health benefits of date palm in Hindi | Health and beauty tips

 

Khajur khane ke fayde | Health benefits of date palm in Hindi | Health and beauty tips


khajur ke fayde



                                       
Mausam ke badalne par hume apni body aur khan pan me bhi kuch changes lane padte hai.kyuki ache aur sehat bhare khan pan se   hi hum apni body ko healthy rakh pate hai.Winter season kuch special food items ko khane se body ko acha labh milta hai.Khajur ko winter ka mewa kaha jata hai aur winter season me khajur khane se labh milta hai.


Khajur me kai tarah ke natural elements paye jate hai.Isme iron aur fluorine bharpur matra me hote hai,iske alawa iske kai sare jaruri vitamins and minerals bhi paye jate hai jo ki humari body ke liye bahot jaruri hai.Ise regular khane se aap kai tarah ki bimariyo se bach sakte hai aur isse cholesterol bhi control rehta hai.    Khajur khane ke uncountable benefits hai kyuki khajur me cholesterol nahi hota aur fat bhi kam hota hai.Khajur me protein ke sath sath fibre aur vitamin B aur C ki bhi bharpur matra hoti hai.Ye sare elements aap ko healthy rakhne ke liye kafi hote hai.

Ayiye bat karte hai khajur ke kuch aur faydo ke bare me...
                                                   

khajur ke fayde

1.Khajur khane se digestive system thik rehta hai kyuki isme fibre ki achi matra bharpur hoti hai sath hi sath isme amino acid bhi paya jata hai.Khajur ko ratvar pani me bigha ke subah usi pani ke sath khane se digestive system me kafi sudhar ata hai.            


    
2.Khajur body me quick energy provide karta hai kyuki isme natural sugar jaise glucose, fructose, aur sucrose paye jate hai.Khajur ka jada fayda ise doodh ke sath lene se milta hai.



3.khajur humare body ke nervous  system ke liye bhi kafi faydemand hota hai kyuki potassium ki bharpur matra hoti hai aur sodium ki matra kam hoti hai jo nervous system ke liye bahot hi labhkari hai.Research me paya gaya hai ki potassium body ke liye jaruri hota hai aur isse stroke ka khatra kam rehta hai.Khajur body me cholesterol control rakhta hai jisse heart attack ka khatra kam rehta hai.



4.khajur me paya jane wala iron body me blood ki kami yani ki anemia ko thik karne me kargar hota hai.Khajur ki matra badhakar blood ki kami ko dur kiya ja sakta hai.Khajur me fluorine bhi paya jata hai jo teeth me hone wale problems se bachata hai.          

5.Sexual stamina badhane me bhi khajur ki ahem bhumika hoti hai. Khajur ko bakri ke doodh me ratbhar bhiga ke rakhne aur morning honey aur ilaichi ke sath khane se sex related problems se nijat paya ja sakta hai.



6.Khajur un logo ke liye kafi labhdayak hai jo skinny hai aur apna weight badhana chahte hai.Iska prayog sharab pine se hone wale nuksan se bachne ke liye bhi kiya jata hai.                  




7.Khajur se pet ka cancer bhi thik hota hai.Iske bare me sabse achi bat ye hai ki iska koi side effect nahi hai.Isse ankho ki roshni bhi badhti hai aur isse kai aur bimariyo se nijat paya ja sakta hai.



khajur ke fayde

8.Aap apne diabetes ko bhi khajur se control rakh sakte hai.Khajur ko honey ke sath khane se diarrhea me bharpur labh milta hai.        

9.Khajur un females ke liye bhi kafi fayde mand jo nayi nayi maa bani hai.Khajur pregnant women ke liye bhi kafi kafi faydemand hota hai aur pregnancy ke dauran hone wali problems se bhi bachata hai.Ye bachhedani ke deewar ko bhi majboot karta hai.Isse bacho ke paida hone ka process asan ho jata hai aur bleeding bhi kam hoti hai.Khajur ke prayog se nirasha ko bhi kiya ja sakta hai.  

           

10.Rat me bed pe pesab karne wale bacho ke liye bhi khajur kafi faydemand hota hai.Un logo ke liye kafi faydemand hota hai jinhe bar bar bathroom jane ki problem hoti hai.



11.Agar kisi tarah ki skin problem se aap jujh rahe hai to aap khajur ka niyamit roop se sewan kare,khajur face skin ke liye bhi kafi faydemand hote hai.Khajur khane se chehre pe ane wale rekhaye samapt ho jati hai aur chehre par nikhar ata hai.        



12.Khajur me maujood elements bones ko majboot banane ka kam karte hai.Isme calcium, manganese,selenium aur copper ki matra hoti hai.Inse bones ko majbooti milti hai.



13.Cough aur khasi jaisi problems me doodh ke sath lene se control hoti hai.Ghar ke bujurgo ke liye ye kafi faydemand hota hai.


Comments


  1. Hello your blog is looking good. Thanks for sharing this information and keep posting.Thats Great post.
    we use principles from neuro-linguistic programming and hypnotherapy, our sales system and sales coaching program delves much deeper into the science of persuasio,and without the ‘awkward weirdness’ from those other programs
    For Infromation Click Here Sales Coaching

    ReplyDelete

  2. Thank you for this wonderful post! It has long been very beneficial. I wish which you will carry on posting your expertise with us. Lets enjoy with video!
    Squirt

    ReplyDelete

  3. Thats really great blog, this blog have very nice information Thank you.
    Middle East University was founded in 2005 as a non-profit institution that offered 12 postgraduate programmes. At the beginning of the 2008/2009 academic year, MEU widened its academic selections and began offering undergraduate programmes in a variety of fields . For more infromation Middle East University

    ReplyDelete
  4. That’s Very Information able Blog’s Thanks For Sharing
    Duc Thanh Tam
    – Stopping, detoxifying and restoring health for drug addicts Treated with “METHADONE”
    + Cut off detoxification and restore health by the method of "Eastern Western Medicine combined" for Patients using:
    Ketamine (Ketamine), Bo Da, American Grass, Heroin, Tan Duoc...
    Stone ( Methamphetamine)
    METHADONE 
    * Support physical condition, restore health after cessation with the method of "Eastern Western Medicine" combined: Psychotherapy, Physical Therapy, Movement Therapy For More At
    cai nghien

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Health Benefits Of Drinking Lemon Juice

Health benefits of Fruits